Posts

Showing posts from May, 2011

DiL Ka DaRD ...

unhe dekha pahli bar to dekhta hi raha gaya unke sath jindagi nibhane ke sapne sanjota gaya unhe to khabar bhi na thi mere ishq-e-ikarar ki main apni hi dhun me badhta chala gaya waqt gujarata gaya rang pyar ka gaharata gaya is intzar me na jane kitne khwab banata gaya jis shiddat se chaha tha use utani mannate ki main apne taraf ka pyar nibhata chala gaya phir aya ek din wo bhi jab ishq-e-izhhar hua jab mere dil ka dard ek khuli kitab hua laga diya unhone mujhe apne ashiqon ki line me mera izhhar to jaise ek majaak ho gaya  o yaron sambhalo mujhko ke jeena mushkil ho gaya unke aise bartav se main gamgeen ho gaya nahi kar sakta jurrat tujhe bhul pane ki ki ab har saans me teri or sirf teri hi yad hai [Ashish Lahoti]  May 27th,2011 :(

I'M StiLL a cHiLd !!

English version of my poem "छोटा था तो अच्छा था !" I still remember, the days of my childhood, The innocence and truth, The laughter, the attention, the life of carelessness, those were the days of my youth. When crying and weeping were my leverages, To get any sweets, any beverages When I used to fake a headache to miss my school, When my toys were enough to me to look cool. I remember those days, when we used to cry On mother dearest every small fry, When she used to pick me up then in a bit, That sense of gratification, the bliss. When waiting for dad was a pain everyday, For the facade of studying was worth the pay, When my brother was the best partner in crime, When we covered our sister dearest everyday in slime. Then came the friends, the groups , the games, Along with the fights, the joys, the flames, Those days are now gone far behind, But at my heart, I am still a child. (Translated by : prateek saxena)

more shayari

जो  कभी  कह  कर  गए  थे  तुम जैसे लाखों मिल  जायेंगे बाजार  में वही आज ना जाने क्यों हमारे कंधे पर सर रखकर रो रहे हैं |

Jindagi Kya Hai ?

Through this poem, i tried to project the meaning of 'LIFE' with different perspectives,objects.Hope you'll like it.. jindagi kya hai,rishton ka janjal jisse jitna dur bhagna chahta hun,utna hi apne pas pata hun jitna bhi samajhne ki koshish karta hun,utna hi ulajh jata hun jindagi kya hai,waqt ki gulam jab chahta hun usse dur bhag jana,wo har saans me mere sath rahti hai jab chahta hun kuch or jeena,wo har roj meri umar kam kar deti hai jindagi kya hai,rangmanch ka tamasha jisme hansna hai to rona bhi hai,ruthna hai to manana bhi hai jisme pyar-dosti ka vada hai to dushmani nibhana bhi hai jindagi kya hai,samudra ki lahar ya phir ret wo jitna shor or ufaan lekar ati hai utni hi shaant laut jati hai us ko jitna pakadne ki koshish karo,utni hi chutti chali jati hai jindagi kya hai,mad ka pyala jitna peena chahta hun,utna hi chalak jata hai ek jaam to humesha kam pad jata hai jindagi kya hai,ye aaj bhi raj hai pata nahi kab koi iske asli maksad ko samaj